Friday, August 17, 2012

Mujhe kya bechega Rupaiya





Babul pyare sajana sakhare
Suno meri maiyya
Bhoja nahin main kisi ki sar ka
Na majdhaar mein naiyya
Patwar banungi
Leharon se ladungi
Arrey mujhe kya bechega rupaiya
Ho.. arrey mujhe kya bechega rupaiya ho ho ho

Akeli chalungiKal baba ki ungli ko thame chali thi
Kal baba ki laati bhi ban jaaungi
Amma tere gharonde ki chidiyan hoon main
Daana lekar hi wapas ghar aaungi
Jiski fitrat mein hain rat samaayi nahi
Jisko daulat se zyada main bhai nahi
Aise sajan ke mujhe zaroorat nahin
Na kehene ka sunlo muhurat yahin
Kismat se milungi
Arrey mujhe kya bechega rupaiya
Ho.. arrey mujhe kya bechega rupaiya ho ho ho
Dil se dil ke taar toh jude nahin
Do rasmon pe daulat ye kahe bahe
Hum do pyar ki khwahish mein rishte bune
Do rishton mein laalaj hum kahe sahe
Kya shaadi ke aage zindagi nahi
Jo shaadi hisabo ki keval hai wahi
Aise shaadi ki mujhko zaroorat nahin
Na kehene ka sunlo muharat yahin
Subaha si khilungi
Ratiya si bharungi
Arrey mujhe kya bechega rupaiya
Ho.. arrey mujhe kya bechega rupaiya ho ho ho